Reservation train ticket kaise book kare
hello Friends aaj ki is post me mai aap logo ko batane ja raha hu ki kaise aap Reservation Train Ticket ko book kar sakte ho. aur Reservation Train Ticket Book karte time apko kin kin bato ka dhyan Rakhana chahiye. in sabhi chijo ke bare me mai aap logo ko bataunga. dosto sabse pahle mai apko bata deta hu ki Reservation Train ticket kya hota hai ?
1- Ghar baithe aap irctc ki website par jakar online ticket book kar sakte ho. (e-Ticket).
2- Train Station par jakar Reservation Counter se (i-Ticket) .
To friends mere hisab se Ghar baithe online ticket book karna ak accha option hai. to chaliye aaj mai aap logo ko isi ke bare me batata hu. Ghar baithe online train ticket book karne ke liye apko niche diye gaye steps ko follow karna hoga.
Read Also -
इस तरह Android Mobile में Keyboard और Mouse को Connect कर सकते हो
गैस सिलेंडर में लगी आग बुझाने का सबसे आसान तरीका
Reservation Train Ticket Kya Hota hai ? -
Friends Indian Railway ki Train me Travel karne ke liye apko Ticket ki jarurat hoti hai. Ticket 2 type ki hoti hai Reserve Ticket aur General Ticket , Generak Ticket me apki Seat Confirm nahi hoti hai. agar Train me Bheed kam hai to apko Seat milegi aur agar bheed jyada hai to apko kafi muskil hogi. wahi Reserve Ticket me apki Seat fix hoti hai Bheed chahe jitani ho apko apki seat khali milegi. Reserve Ticket Normal Ticket se Kafi Mahangi hoti hai. aur apko seat Reserve karwane ke liye kareeb 1 month pahle se hi ticket book karna padta hai. to friend ye to tha ki Reservation Train Ticket kya hota hai ? ab ham bat karte hai ki Reservation Train Ticket Book kaise kare ?Reservation Train Ticket Kaise Book Kare -
Friends Reservation Train Ticket Book karne ke liye apke pass 2 option hai-1- Ghar baithe aap irctc ki website par jakar online ticket book kar sakte ho. (e-Ticket).
2- Train Station par jakar Reservation Counter se (i-Ticket) .
To friends mere hisab se Ghar baithe online ticket book karna ak accha option hai. to chaliye aaj mai aap logo ko isi ke bare me batata hu. Ghar baithe online train ticket book karne ke liye apko niche diye gaye steps ko follow karna hoga.
- Sabse pahle irctc ki official website par jaye aur waha sign up karke account bana le. agar account pahle se hai to Login kar le.
- Usake bad apko kaha se kaha jana hai likhe aur fir apke samne trains ki list aa jayegi jo train us date ko ja rahi hongi. apko uname se pahle train select karna hai. and then apko coach select karna hai. ac chahiye ya non ac usake bad apke samne Book Now ka optiom hoga apko us par click kar dena.
- Book Now par click karne ke bad apko apna name wagerah kuchh detail fill karni hongi aap unko sahi sahi fill kar de. usake bad apko payment karna hoga. bas apka ticket book ho jayega.
Read Also -
Friends i hope apko samjh me aa gaya hoga ki Reserve train ticket kaise book karte hai agar apka Reserve Train Ticket Booking se Related koi Sawal hai to aap niche comment karke puchh sakte ho.... isi tarah ki aur jankari pane ke liye aap hamari website ( www.kalpesu.com ) par samay samay par visit karte rahiye. ya fir CTRL + D button dabakar apne browser me bookmark kar ligiye.
Hi Brother, Can you tell me how many page views required to generate 1$. In my site it's required 3k views.
ReplyDeletebhai agar apki cpc acchi hai to aap 500 pageview me bhi 1$ earn kar sakte ho. so its totally depend upon cpc. agar cpc acchi nahi hai to aap 2500 view me bhi 1$ earn nahi kar paoge. cpc time to time change hoti rahti hai. generally agar 2-3000 view aa rahe hai to apke 1$ aram se ho jayenge.
DeleteThanks for reply.
DeleteDost website pe ads Kaise milte h
ReplyDeleteGoogle adsense se
DeleteWebsite par trefic ane me kitna time lagata hai or kese badaye
ReplyDeletebhai google se traffic aane me usually 15-30 days lag jate hai. waise ye sab apki website aur aapke upar depend hai aap kitna jaldi apni website ko rank karwa lete ho.
Deletebhai....agr hum kisi apni link se page pe traffic laaye to bhi google adsense approve ho jayega kya
ReplyDeleteAccording to me -
DeleteAdsense approval ka traffic se koi relation nahi hai. agar apki website sahi se design hai aur apne apni website par quality content dal rakha hai to adsense asani se approve ho jayega.
Bhai tumse kuch personal contact karna hae so if u not mind...apna kuch personal contact doge...agar tumhe kuch prblm na ho toh
ReplyDeleteEmail me on mpmaurya128@gmail.com
Deletevery nice bro
ReplyDeleteThanks Amit Singh
ReplyDeleteHey ..I am from Canada but I am from haryana .I really appritiate you for your progress of your YouTube channel and your website
ReplyDeleteBest of luck for your Future.
Acha article h bhai aur design bhi website ka.. meri b website h ek br zrur dkhna..😊
ReplyDeleteAapki earning Kya Hai daily ka
ReplyDeleteIs page PE 5 ads kaise
ReplyDeleteDaya Shankar Bhai Mai Youtube Chaneel Start Karna Chahta Hu Mere Pass Apne Khud Ke Aache Content Hai Jis Pe Mai Banana Chahta Hu But Start Kaise Kare Kya Kya Jarurt Padegi Mujhe Ye Pata Nahi Cahl Pa Raha Hai,
ReplyDeleteबहुत अच्छा समझाया है भाई अपने मैं भी कोशिश करता हूँ अपने blog पर इसी तरह समझाने की
ReplyDeletenice bhai
ReplyDeleteE-ticket kya chat banner k bad agar waiting hai to kya automatic cancel go jati hai
ReplyDelete