Paytm Merchant Account Kaise Banaye ?
Hello Friends aaj ke is post me mai aap logo ko batane ja raha hu ki kaise aap paytm merchant account ko Create kar sakte ho. friends isase pahle mai aap logo ko thoda paytm merchant account ke bare me jankari de deta hu ki apko paytm merchant account kyo banana chahiye. aur paytm merchant account kya hota hai ? paytm merchant account ke kya fayde hai .
Paytm Merchant Account Kya hai ? -
friends jaisa ki ham sabhi log jante hai ki paytm ak digital wallet hai aur yah india me bahut tezi se grow kar raha hai. Paytm wallet se aap bahut se kam kar sakte ho. isi tarh paytm ne apni kuchh aur services start ki hai. unhi me se paytm merchant bhi ak service hai. paytm merchant kya hota hai ? isase pahle ham jan lete hai ki merchant kya hota hai. merchant means hota hai (व्यापारी) aur paytm merchant account banane ki sirf inhi logo ko jarurat hoti hai. means normal person ko merchant account banane ki koi jarurat nahi hai. to ab ham thoda bat karte hai ki paytm merchant account ko wyapari ( व्यापारी ) log kyo banate hai aur isake kya fayde hai ?
Paytm Merchant Account Banane ke Fayde ? -
Friends jab se hamare desh me 4G Internet aaya hai tab se ham sabhi logo ke liye Digital payments karna bahut hi asan ho gaya hai. pahle kya hota tha jab ham log Market me koi saman lene jate the to ham apni wallet (पर्स/बटुए) me rupee lekar jate the aur jitane rupee ka saman hota tha utane rupee de dete hai. chuki ab ham log digital ho gaye hai isiliye ab ham log wallet ki jagah digital wallet yani ki paytm wallet ko apne mobile me install rakhte hai aur paytm me apne bank account se rupee add kar lete hai. aur jab ham kisi shop par jate hai aur shop par lage paytm QR code ko apne mobile se scan karte hai aur jo hamane saman liya hai uska payment kar dete hai. aur hamare paytm wallet se rupee cutt hokar merchant ke paytm account me rupee pahuch jate hai. aur isi merchant qr code ko pane ke liye paytm merchant account banana padta hai.
Friends yaha par ak aur bat hai agar aap paytm merchant account nahi banaoge tab bhi aap apne paytm number par payment recieve kar sakte ho. lekin jab aap us payment ko paytm se bank me send karoge tab apse 3% paytm charge cutt karta hai. aur agar aap paytm merchant account bana lete ho to apko koi bhi fee deni nahi padti hai. to friends ye tha paytm merchant account banane ka fayda . ab ham bat karte hai ki paytm merchant account ko kaise create karna hai.
Paytm Merchant Account Kaise Banaye ? -
Paytm Merchant Account Banane ke liye sabse pahle niche di gayyi website par jaye aur waha par diye gaye Get Your QR Code ke Option par Click Kare .
usake bad apke samne login ka option ayega waha par apne paytm account ki id password dalkar login kare.
fir apse yaha par apke business se related kuchh information li jayegi apko wo information fill karke submit kar dena hai. aur fir apko waha se ak qr code milega apko wo qr code ko download karke apni shop par lagana hai. aur jab bhi koi customer us qr code ko scan karke apko payment karega. payment sidhe apke paytm merchant account me aa jayega.
Read Also -
Conclusion -
to friends ye tha complete process ki kaise aap paytm merchant account create kar sakte ho. agar apko paytm merchant account create karne me kisi bhi tarah ki problem aa rahi hai. to aap Paytm merchant helpline ( 012033663377 ) par call kar sakte ho. aur agar apka koi hamase question hai to aap niche diye comment box me comment karke puchh sakte ho. i hope apko hamari yah paytm se related post pasand aayi hogi isi tarah ki janakari pane ke liye www.kalpesu.com ko samay samay par visit karte rahiye..... Thanks
Thanks Saurabh Bhai
ReplyDeleteHii Bhai
ReplyDeleteBhai mai dildarnagar se hu patna k aas-paas kabhi mil sk ta hu kya
sure bro agar kabhi patna aunga to jarur milenge.
DeleteHii bhai
DeleteBihar me aap kha rhteho bhai. bhai aap ka koi cont bejdo
Mai abhi .mumbai me huuu mera exam chl rha hai mai 25 ko gawo me aane wala hu jurur aap se milna hai jrur.....
saif bhai mai bihar se nahi hu mai Lucknow me Rahta hu.
DeleteAcha daya shankar bhai
DeleteLUCKNOW ME KHA BHAI
Time milega tho rply kr na plyzz
ReplyDeleteMai soch rha tha KI mai aap se personnel kiyese baat kruuu
Byyyyyyy
Aap se milna jrur hai bhai.
ReplyDeleteKoi cont no bhai
Saif bhai aap jab lucknow aana mujhe conatct karna ham jarur milenge.
Deletempmaurya128@gmail.com
भाई कब आना है
DeleteThanks bhai
ReplyDeletegood info
ReplyDeletehttp://www.hindipro.com/paytm-merchant-account/
Thanks bro and bhai isi backlink banane se apko jyada fayda nahi hoga. clickable backlink banao
DeleteHi diya how are you i want to pomote my youtube channel please promote it i will pay u the required amount
DeleteBhai website achhi hai but add bhut Jada lgaye ho
ReplyDeleteThanks for giving feedback i will try to reduce ads unit.
Deletebahut hi achchi jankari
ReplyDeleteese hi likhte rhiye
Bahiya bhai aise kaam karte jao hum aapke saath hain
ReplyDeleteThanks Dear
DeleteBhyee plz aap apne no. Dege plz
ReplyDeleteBrother, I'm planning to start blogging, so how can I contact you for some help?
ReplyDeleteHow to passport apply
ReplyDeletehttp://www.gyangurutech.xyz/
ReplyDeleteHELLO DAYA BHAI KITNE DINO SE APKA KOI PHONE NHI AAYA.PHLE TO ROJ KRTE THE.
CALL ME YAAR 9873118360
Daya bhai aapne bahut achche se describe kiya keep it up.....
ReplyDeleteHello my big brother
ReplyDeleteAgar YouTube me koi process galti ho jayega to kya phir use sudhara jaa skta hai please reply me
Bhai koi new post dalo
ReplyDeleteBro i from patna bihar. I am also working on youtuYo as a name of SANTOSH YADAV MATHEMATICS WORLD but my channel is no growing so, please help me how I can increase our subscriber ,views.
ReplyDeletePlease reply me
You are always inspiring me bro
ReplyDeleteभाई जिओ मनी से ऑनलाइन पैमेंट कैसे होगा उसके लिये मर्चेट मोबाइल नम्बर मांग रहा है मर्चेट मोबाइल नम्बर या आई कैसे बनेगी
ReplyDeleteAapke post nice but ye batay ki paytm wale kisi tarh ki koi sarve karne aayge kya
ReplyDelete