Top 3 energy efficient ceiling fans in india

friends Garmiya start ho gayyi hai. aise me ham sabhi logo ko 24 hours fan ki jarurat padati hai. aur 24 hours fan chalane me parday ak normal ceiling fan almost 2 unit electricity consume karta hai. jo ki bahut jyada hai. isase hamara bijali ka bill bahut jyada aata hai. to friends yaha mai aap logo ko aaj kuchh aise ceiling fans ke bare me batane ja raha hu. jo ki bahut hi kam bijali consume karte hai. 

Top 3 energy efficient ceiling fans in india - 

friends waise to india me aise bahut si company claim karti hai ki ye bahut kam bijali consume karega lekin actual me kuchh aur hi hota hai. lekin yaha mai jo apko fans batane ja raha hu. wo actually work karte hai. basically ye fans ak new technology par kam karte hai. jiska name hai bldc technology. is technology ka use karke jo fan banaye jate hai. wo normal fan ke compare me bahut kam bijali consume karte hai. waise normal fan 60-80 watt per hour bijali consume karte hai. lekin bldc technology wale fans only 28- 35 watt bijali consume karte hai. to friends mai apko kuchh fans ki list provide kara raha hu. aap apne hisab se iname se koi bhi fan select kar sakte ho. 

  1. Gorilla energy Ceiling Fan with BLDC Motor 28 watt Price - 3000-3500 rs 
  2. Orient Electric Energy Saver Ecotech Plus 32 watt Price - 2291 Rs
  3. Usha Technix 1200mm 5 Star Ceiling Fan 45 watt Price - 2390 Rs (without bldc)
friends maine kafi research karke ye 3 fan findout kiye hai. jo ki energy afficient hai. aur sabhi ki onside warranty hai. means agar apko koi problem aati hai. to apko company ko call karna hai aur engineer apke ghar par akar fans ko sahi karega. aur ye bat bilkul sach hai. isko mai test bhi kar chuka hu. mere pass ak usha ka table fan hai. usame mujhe kuchh problem aa rahi thi to maine company ko call kiya. 
aur 2-3 dino bad ak engineer aaya aur usane mera fan sahi kar diya. and sabse badi bat ye service apko free of cost mil rahi hai. halanki mujhe pata hai ki ye fans apko thode mahange dikh rahe honge. but ak bar inko buy kar logo to ye jindagi bhar apki bijali save karenge. and 1-2nd fan ke sath me ak remote bhi aata hai to aap inko remotely bhi control kar sakte ho. 3rd wale fan ke sath remote nahi aata hai aur ye bldc technology wala fan nahi hai. but maine isko isiliye include kiya hai kyoki ye aur fans ke compare me kam bijali consume karta hai. 

i hope apko meri is post ne apki energy efficient ceiling fan buy karne me help ki hogi. post ko read karne ke liye thanks. agar apka is post se related koi question hai to aap niche comment karke puchh sakte ho. 

56 comments:

  1. bhut achi jankari share ki hai apne thanks for amazing info...

    ReplyDelete
  2. Bhai webside sai kitni income hoti hai please batao

    ReplyDelete
    Replies
    1. bhai kam karne se incom hoti hai

      Delete
    2. Bhai website kaise banate hai batao please please please....

      Delete
  3. Good Work Daya Shankar Bhai .
    Visit once - www.myanswerbook.com

    ReplyDelete
  4. nice daya bhai aap bhi wordpreess pe karlo

    ReplyDelete
  5. bahut badiya daya shanker bhai ..
    aao dehradun mai dobara .
    maine aapka lucknow to dehradun wala video dekha tha utube par bahut badiya laga.. jai hind daya shankar bhai

    ReplyDelete
    Replies
    1. Thanks Rohit
      sure one day definitely i will again come to dehradun.

      Delete
    2. Bahut acchi jankari di daya bhai

      Delete
  6. Comments ka reply Kar Diya karo ya kamse Kam

    ReplyDelete
  7. Fantastic information ,,,Dayashanker bhai

    ReplyDelete
  8. Thanks for recommending these energy efficient ceiling fans

    ReplyDelete
  9. Waooo greate bhai ek baat aur batao ki mai quora m backlink kaise create kar sakte hai pls tips batao http://studentssol.blogspot.in/2018/05/how-to-clear-sbi-po-2018-without.html?m=1

    ReplyDelete
  10. Bhai mere blogmai ads nahi aa rah hai domain mene .com rakha hai

    ReplyDelete
  11. hey friend this nice article....http://kaisagyan.com/कैसे-update-करे-laptop-or-desktop-का-driver-को

    ReplyDelete
  12. GOOD KNOWLEDGE
    http://www.gyangurutech.xyz/

    ReplyDelete
  13. good article plz visit my website https://goo.gl/TE1sv9

    ReplyDelete
  14. Bahut accha post daya bhai
    Mera blog bhi ke bar visit karo kaisa hai

    indra sinh solanki

    ReplyDelete
  15. Daya sir Aap ka konsa theme hai mujhe link mil sakta ya naam

    ReplyDelete
  16. Nice Post Sir - http://rahulit.com/how-to-take-a-screenshot-on-a-dell-laptop/

    ReplyDelete
  17. Facebook may sms replay Karo bhai

    ReplyDelete
  18. thanks sir mst blog tha helpful

    ReplyDelete
  19. Love u bro.. Your work is really impressive. #choubaskefunzone

    ReplyDelete
  20. Good article thanks for sharing with us

    ReplyDelete
  21. Really informative and helpful artilcle.

    ReplyDelete
  22. Daya bhaiya...mere blog ki post ko google par search karte hai to kahi show hi nahi karti hai..kya aap btayenge ki mujhe kya karna chahiye

    ReplyDelete
  23. fan ke blades ka lenght kitna hai?

    ReplyDelete
  24. Bhai hame bahut aacha laga aapka video dekh kar village wala and i supported you.

    ReplyDelete
  25. Daya bhai app Lucknow m kha par Rehte H
    Mujha aap sa milna h

    ReplyDelete
  26. Very nice article sir
    Thanks for sharing this awesome news with us

    ReplyDelete
  27. Bahut badiya hai Daya shankar Bhai.

    ReplyDelete
  28. Bhai popular post ke bichh me ads kaise Lagaye ho please reply me bahut pareshan hu Mai

    ReplyDelete
  29. bahut hi shandar article likha hai aapne, dil khush ho gaya.

    ReplyDelete

Powered by Blogger.